Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya,
Apno se bichad kar, voh bewafa gairon k kaam aaya,
Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain,
Duniya meri barbaad karke, use zara bhi rehem na aaya,
Agar voh wafadaar hote to yoon bewafai na karta,
mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaye,
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi,
Par jise Pyar samjha, voh dushmani karne aaya,
qatil hi karna tha toh samne se karte,
humdard bankar kyon usne, peeth main khanjar chalaya,
Wafa kar Ke humse Bewafaayi na ho saki,
Kyon ki bewafaai usne, kyon use mujh par pyar na aaya,
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai,
Ab tanhaai ne sataya, toh mere pas chale aaye,
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ”ISHQ”
Ab zanaza mera dekhkar ‘kyon unhe rona aaya’….!!! !
LOVE U ...

No comments:
Post a Comment