Manzil boht hi door thi rastay thy ajnabi,
Taron k sath sath niklna pra hamain,
Hum chartay suraj ko slami na de sakay,
So dopehr ki dhoop main jalna pra hamain,
Tha ibtda se ilm k hei rasta ghalat,
Or qaflay k sath b chalna pra hamain,
Seenay pe is ada se rakha phir kisi ne hath,
Dil manta na tha pr behlna pra hamain,
Amjad kisi tarf b sahara na tha koi,
Jab b giray to khud hi sambhlna pra hamian.

No comments:
Post a Comment